Skip to main content

Murder 2 (2011) Lyrics & Videos



Star Cast : > Emraan Hashmi, Jacqueline Fernandez, Prashant Narayanan, Sudhanshu Pandey, Sandeep Sikand

murder 2 poster







Phir mohabbat Song Lyrics =>>
Mohammad Irfan, Arijit & Saim (Singers) , Sayeed Qadri (Lyricist)


Jab jab tere paas main aaya, Ik sukoon mila
Jise main tha bhoolta aaya, wo wajood mila
Jab aaye mausam gham ke, Tujhe yaad kiya ho...
Jab sehme tanhapan se, Tujhe yaad kiya..
source : http://songfire.blogspot.com/
Hmm..dil... sambhal ja zara
Phir mohabbat karne chala hai tu
Dil....
yahin ruk jaa zara
Phir mohabbat karne chala hai tu

Aisa kyun kar hua janu naa
Main janu naa o..o..
Dil...sambhal ja zara
Phir mohabbat karne chala hai tu
Dil... yahin ruk ja zara
Phir mohabbat karne chala hai tu

Jis raah pe, hai ghar tera
aksar wahan se, haan main hoon guzra
shayad yahin dil mein raha
Tu mujh ko mil jaye, kya^ pata...

kya hai yeh silsala
Janu naa, main janu naa
Dil.. sambhal ja zara
Phir mohabbat karne chala hai tu
Dil ...yahin ruk ja zara
Phir mohabbat karne chala hai tu

kuch bhi nahi Jab darmayaan
Phir kyun hai dil, tere hi khwaab bunta
Chaha ki de, tujhko bhula
Par yeh bhi mumkin ho na sakaa...
oaaa aa...

kya hai yeh maamla, Janu naa
Main janu naa

Dill... sambhal ja zara
Phir mohabbat karne chala hai tu
Dill... yahin ruk ja zara
Phir mohabbat karne chala hai tu
Dill... sambhal ja zara
Phir mohabbat karne chala hai tu




Aye khuda Lyrics =>>
Mithoon, kshitij Tarey, Saim (Singers) , Mithoon (Lyricist)


kaisi khala yeh..Dil mein basi hai
Ab toh khatayein..Fitrat hi si hai
source : http://songfire.blogspot.com/
Main hi woh..Jo rehmat se gira
Aye khuda..
Gir gaya (2)

Main jo tujhse door hua
Loot gaya.. (2)
Aye khuda..
Gir gaya (2)

Main jo tujhse door hua
Loot gaya (2)

kaisi khala yeh dil mein basi hai
Ab toh khatayein fitrat hi si hai

Main hi woh jo rehmat se gira
Aye khuda..
Gir gaya (2)

Main jo tujhse door hua
Loot gaya Loot gaya..
Aye khuda………a…..
Aye khuda………a…..

Itni khatayein tu lekar chala hai
Daulat hi jaise tera ab khuda
Har pal bitaaye tu jaise hawa hai
Gunaah ke saaye mein chalta raha
Samandar sa behkar tu chalta hi gaya
Ter marzi puri ki tune han har dafaa
Tu hi tera mujrim bandayaa
Aye khuda…
Gir gaya (2)

Main jo tujhse door hua
Loot gaya Loot gaya..

kyun judtaa is jahan se tu
Ik din yeh guzar hi jayega
kitna bhi samet le yahan
Muthi se phisal hi jayega (Aa..aa..)
Har shaksh hai dhool se bhara
Aur phir usme hi jaa mila
Yeh haqiqat hai tu jaan le
kyun sach se mooh hai pherta (Aaa………..)

Chahe jo bhi hasrat poori kar le
Rukegi na fitrat yeh samajh le
Mit jayegi teri hasti
Bar na payega yeh dil bandayaa
Aye khuda..
Gir gaya gir gaya
Main jo tujhse door hua
Loot gaya loot gaya..
aa..aa..
Gar tu soche tu hai gira
Mere haath ko thaam uth zara
Tere dil ke dar pe hoon khada
mujhko apna le tu zara
Aa..aa..a..a..
Tu kahe tu hai saaye se girha
Teri rahon ka main noor hoon
Tere gunaah ko khud pe le liya
source : http://songfire.blogspot.com/
Meri nazaron mein bekasoor tu (Aaa………)
Aisa koi manzar tu dikh la de
Mujhe koi shaksh se mila de
Aisa koi dile se tu sunwa de
ke zakham koi use na mila
Aye khuda..
Gir gaya Gir gaya…
Main jo tujhse door hua
Loot gaya Loot gaya..
Aaa……..a…..a…..




Hal E Dil =>>
Harshit Saxena (Singer) ,Sayeed Qadri (Lyricist)

Hey kaash, kaash yun hota
Har shaam saath tu hota
Chhup jaa dil na yun rota
Har shaam saath tu hota

Guzara ho tere bin guzara ab muskil hai lagta
Nazara ho tera hi nazara ab har din hai lagta

Hale dil tujhko sunata
Dil agar yeh bol pata
Bakhuda tujhko hai jata jaan

Tere sang jo pal bitaata
waqt se main woh maang laata
Yaad karke muskuraata haan
woo oo ..

Tu meri raah ka sitara.
Tere bina hoon main awara.
Jab bhi tanhai ne sataya.
Tujhko besaakhta pukara.

Chaahat hai meri la fanaa.
Par meri jaan dil, main hoon rakhta haan.

Haal e dil tujhko sunata.
Dil agar yeh bol pata.
Bakhuda tujhko hai jata jaan.

Tere sang jo pal bitata.
waqt se main woh maang lata.
Yaad karke muskuraata haan.
woo....

You're the one
I love whats meant to be.
I know you feel it too , I look at you.

khwaabon ka kab tak loon sahara.
Ab toh tu aaja khudara.
Meri yeh dono paagal aankhein.
Har pal maange tera nazara.
Aa samjaun inko kis tarah.
Inpe mera bas nahin chalta haan.

Haal e dil tujhko sunata.
Dil agar yeh bol pata.
Bakhuda tujhko hai jata jaan.

Tere sang jo pal bitata.
waqt se main woh maang lata.
Yaad karke muskuraata haan.
woo oo...
source : http://songfire.blogspot.com/



Tujhko Bhulana Song Lyrics =>>
Sangeet Haldipur & Roshni Baptist (Singers) , Sayeed Qadri (Lyricist)

murder 2 movie tujhko bhulana song seen



Tujhko bhulana, Aasu na laana
Ab aa gaya...

Tujhko bhulaana, Aasu na laana, Aur muskuraana
Ab aa gaya, ab aa gaya

Yaadon se teri, daaman chhudana
Dil na dukhana, ab aa gaya, ab aa gaya
Ha...ha...

Sunn bewafa yeh, tay kar liya
Reh lenge hum tere bin

Hey ab dard bhi kya hai, humko bhala
Raat aa gayi hai, tere mere darmiyaan ka jo hai faasla
Yaadon se teri, daaman chhudana
Dil na dukhana, ab aa gaya

wooh..ho....
Dil ke makaan se tu jaa chuka
Iss mein nahin tu ab raha..Ho..

Meri duaa mein, tu ab kahan
Tu ajnabi hai, tune inn mein rehne ka hai haqq kho diya
source : http://songfire.blogspot.com/

Tujhko bhulaana, Aasu na lana na lana, aur muskuraana
Ab aa gaya....

Hey yaadon se teri, daaman chhudaana Dil na dukhana
ab aa gaya, ab aa gaya, ab aa gaya








Aa Zara Song Lyrics =>>
Sunidhi Chauhan (Singer ) ,kumaar (Lyricist)
murder 2 original lyrics from http://songfire.blogspot.com




Yeh raat ruk jaye, baat tham jaye, teri baahon mein
khwaishein jagi hain pyase pyase labhon pe
khud ko jala doon, teri aanhon mein
Aagosh mein aaj mere samaa ja
Jaane kya hona hai kal
Aa zara kareeb se, jo pal mile naseeb se
Aa ja zara kareeb se, jo pal mile naseeb se
Jee le.....

Yeh jahaan saara bhool kar
Jismo ke saaye tale dheeme dheeme chale raat bhar
Pal do pal hum hai humsafar
source : http://songfire.blogspot.com/
Thay abhi dono yahaan honge subah jaane kahan kya khabar
Aa ja zara khud ko mujh mein milaa ja
Jaane kya hona hai kal
Aa zara kareeb se, jo pal mile naseeb se
Aa ja zara kareeb se, jo pal mile naseeb se, jee le

khwaab hoon main toh makhmali
Palkon mein leja mujhe maine diya mauka tujhe ajnabi
Hosh mein aaye na abhi
Ik dooje mein hi kahin khoyi rahe teri meri zindagi
khamoshiyan dhadkano ki suna ja
Jaane kya hona hai kal

Aa zara kareeb se, jo pal mile naseeb se, aa ja
Jo pal mile naseeb se... Jee le..!

Raat ruk jaaye, teri baahon mein
Aagosh mein aaj mere sama ja
Jaane kya hona hai kal
Aa zara kareeb se, jo pal mile naseeb se
Aa zara kareeb se, jo pal mile naseeb se, jee le
source : http://songfire.blogspot.com/

Comments

Saurabh vighne said…
Nice :)
I got exactly I wanted....

Popular posts from this blog

Housefull 2 (2012)

About Movie :  Housefull 2 (also known as Housefull 2: The Dirty Dozen) is a 2012 Indian comedy film directed by Sajid Khan and produced by Sajid Nadiadwala. It is the sequel to the 2010 film, Housefull and stars Akshay Kumar, Asin Thottumkal, Jacqueline Fernandez, John Abraham in the lead roles, whilst Ritesh Deshmukh, Zarine Khan, Shreyas Talpade, Shazahn Padamsee, Randhir Kapoor, Rishi Kapoor, Mithun Chakraborty and Boman Irani play supporting roles. The music is composed by Sajid-Wajid. The film is said to be inspired from the 2003 Tamil film Banda Paramasivam directed by T.P. Gajendran and starring Prabhu Ganesan and Kalabhavan Mani in lead characters which in turn is a remake of 1998 Malayalam film Mattupetti Machan starring Mukesh in the lead. Upon release the film received mixed reviews, however, the response was more positive than its predecessor and it opened very well at the box office and was declared a Super Hit at the Box Office. Click Here To Read More S

Rowdy Rathore (2012) Lyrics & Video

Chinta Ta Ta Chita Chita Lyrics =>> Sameer Anjaan (Lyricist) ,Mika Singh, Wajid Ali (Singer) Duniya chale pichadi Toh main chalu agaadi Sab khel jaanta hoon Main hoon bada khiladi oh ho.. Duniya chale pichadi Toh main chalu agaadi Sab khel jaanta hoon Main hoon bada khiladi Simti mein leke jaaun Aur sab ko main sikhaun kya? Chinta ta ta chita chita Chinta ta taa.. Chinta ta ta chita chita Chinta ta taa.. Chinta ta ta chita chita Chinta ta taa.. Chinta ta ta chita chita Chinta ta taa.. Duniya chale pichadi Toh main chalu agaadi Sab khel jaanta hoon Main hoon bada khiladi Simti mein leke jaaun Aur sab ko main sikhaun Kya? Chinta ta ta chita chita Chinta ta taa.. Chinta ta ta chita chita Chinta ta taa.. Chinta ta ta chita chita Chinta ta taa.. Chinta ta ta chita chita Chinta ta taa.. Arey kya rang roop hai? Kya chaal dhaal hai? Arey kya rang roop hai? Kya chaal dhaal hai? Yeh lajawaab hai Yeh bemisaal hai (Po po po pon pon He p