Song Title: Banjaara Movie: Ek Villain (2014) Music Label: T-Series Lyrics / Composer: Mithoon Singer: Mohd. Irfan Read more: Wikipedia jise zindagi dhoondh rahi hai kya ye woh makaam mera hai Yahaan chain se bas ruk jaaun kyun dil ye mujhe kehta hai jazbaat naye se mile hain jaane kya asar ye huaa hai ik aas mili phir mujhko jo qubool kisi ne kiya hai haan.... kisi shaayar ki ghazal jo de rooh ko sukoon ke pal koi mujhko yun mila hai jaise banjaare ko ghar Naye mausam ki sehar Yaa sard mein dopahar koi mujhko yun mila hai jaise banjare ko ghar hmm..... jaise koi kinaara deta ho sahaara mujhe wo mila kisi mod par koi raat ka taara karta ho ujaala waise hi roshan kare woh shehar dard mere woh bhula hi gayaa kuch aisa asar huaa jeena mujhe phir se woh sikha raha hmm.. jaise baarish kar de tar Yaa marham dard par koi mujhko yun mila hai jaise banjare ko ghar Naye mausam ki sehar Yaa sard mei...
Pappi De Parula | पप्पी दे पारूला | Marathi Song | Smita Gondkar | Superhit Marathi Song 2015 गीत - हरिदास कड, संगीत - मधु कृष्णा, गायिका - रेश्मा सोनवणे, कलाकार - स्मिता गोंदकर, दिग्दर्शक - जितेंद्र वाईकर, निर्माता - सुभाष परदेशी Subscribe Sumeet Music and get the latest marathi music click on link below: https://www.youtube.com/user/Sumeetso... Download the MP3 from link below: http://sumeetaudiovideo.com/