Dil Chhi Chha Ledar Lyrics =>> Varun Grover (Lyricist)
Mera jutta fenk ke ledar dil chhi chha ledar
Who humse pooche whether i like weather
Who humse pooche whether i like weather
Chamcham wala goggle bhool ke sar woh bhaage
Makhmal wala muffler chod.Ke sar woh bhaage
Tere bhaanp ke iraade bhaiya
Majhak ke peeli lazer
Joota joota joota joota joota
Jutta fenk ke ledar dil chhi chha ledar
Who humse pooche whether i like weather
Who humse pooche whether i like weather
Chamcham wala goggle bhool ke sar woh bhaage
Makhmal wala muffler chod.Ke sar woh bhaage
Hedar fedar hedar fedar dil chhi chha ledar
Joota joota
Maar kama woh haraam ko hi
Lambi lambi chode hai
Bhaq se khole beer botal
Flyn se loha mode mode
Chhi chha bazi haath me lekar
Sab rangbaazi saath me lekar
Garajt barast weather
Garajt barast weather
Hedar fedar hedar fedar hedar fedar
Hedar fedar hedar fedar
Dil chhi chha ledar
Joota joota
Kaala Re =>>
Sneha Khanwalkar (Singer), Varun Grover (Lyrics)
Kaala re, saiyyaan, kaala re…Mann kaala re, tann kaala re,
Kaali zubaan ki kaali gaari….Kaale din ki kaali shaamein,
Saiyyaan karte ji kolbazaari…Bairi kol kol kol, chheney tol tol tol,
Chhat aangan chaar deewari…Saiyyaan karte ji…saiyyaan karte ji…
Saiyyan karte ji kolbazaari…
Kaali mitti, kutta kaala,
Kaala bilkul surmey waala,
Kaala kauvva, hauvva kaala….
Kaala baadal ghirne waala,
Kaala moti, girne waala,
Kaala jhanda, danda kaala….
Kaala batua, paisa kaala..
Kaali aankhon jaisa kaala,
Kaali agni…
Kaali garmi, sooraj kaala,
Kaala beegha, aur gaj kaala,
Kaali baaati…haathi kaala…
Kaala-kaala-kaala…
Bairi coal coal…
bairi kol kol kol,
chheeney whole-sole-tol….
Rang paani aur pichkaari…
Saiyyaan karte ji…saiyyaan karte ji…
Saiyyan karte ji kolbazaari…
Moora Morning =>>
Frustiyaao nahin moora,
Narbhasaao nahin moora,
Anytime moodwa ko,
Anytime moodwa ko,
Upsettaao nahin moora…
Anytime moodwa ko,
Anytime moodwa ko,
Upsettaao nahin moora… Jo bhi wrongwa hai usey,
Set right-wa karo ji,
Naahin loojiye ji hope,
Thoda fightwa karo ji… Jo bhi wrongwa hai usey,
Set right-wa karo ji,
Naahin loojiye ji hope,
Thoda fightwa karo ji…moora…
Anytime moodwa ko,
Anytime moodwa ko,
Upsettaao nahin moora… Kaahe muthhi mein pakad,
Raha paniya re moora…
Kaahe muthhi mein pakar,
Raha paniya re moora…
Rahe paani ki na yaad
Naa nisaniya re moora
Startey startey startey.. Startey brainwa re moora,
Charh trainwa re moora,
Startey brainwa re moora,
Charh trainwa re moora,
Naahin pagla re bann,
Act sane-wa re moora..
Anytime anytime,
Hai yeh retiya kaa ghar,
Anytime anytime,
Bharbharaao nahin moora..
Anytime anytime,
Diye chance-wa jo life,
Refuse-aao nahin moora…
Sakpakaao nahin moora,
Latpataao nahin moora…
Sakpakaao nahin moora,
Latpataao nahin moora…
Anytime moodwa ko,
Anytime moodwa ko,
Upsettaao nahin moora…
Aabroo =>>
Bhupesh Singh (Singer), Piyush Mishra (Singer), Piyush Mishra (Lyrics)
Hum zahar se bhare, bicchhuon mein paley
arey tu humein kaatne ki saza payega
Arey aabroo ki kasam, cheer denge tujhe
Dum kate saanp sa.. bil bila jayega
Aabroo ke jane, draupadi ki kasam
Kauravon ki sabha mein jo aa jayega
Arey Dushaasan hain hum, kheench lenge tujhey
Aabroo jo bachi hai luta jayega
Aabroo ki kahi aaj sun le abhi
Choli lehanga pehan ke kahan jaayega
\Jo har ik chhed mein goliyan jo padi
toh har ik chhed bansi baaja jayega
chhedo.. chhedo chhedo.. chhedo
oh chhedon key khuda meri sun to zara
beech baazaar mein tu toh aa jayega
le aa gaya beech bazaar mein, ab bol.
Toh ruk…
Sand ban ke nache-ga, sarey aam tuu..
Bhaand ban ke muhaley mein chaa jayega.
hum to duryodhan ke poot, saath mein raavan ke chele
hum to bhari-putna surpanakha ki godon mein khele
hum to aise hain chandal cheer ke kutta khate hain
hum to aise teer-andaj aadmi ain chabate hain
hum to shakuni hain, hum kansraj hain kulta shulta neech
hum toh narbhakshi hain, gaay bhains ka chara khaan ley kheench
arey hum maar tamancha, bail pe nikley, bail bech aaye
hum to kirkit ka balla chodo hum khel bech aaye.
Haaji maula Haaji maula Haaji maula, Haaji maula Haaji maula...
Taar Bijli Singer =>> Varun Grover (Lyrics:)
Taar bijli se patley, humaare piya…(2)
O ri saasu bata tuney yeh kya biya…(2)
Sookh ke ho gaye hain chhuaare piya…(2)
Bechaarey piya…
Sab haarey piya…
Kuchh khaatey nahin hain…
Kuchh khaatey nahin hain…humaarey piya
O ri saasu bata tuney yeh kya biya…
Taar bijli se patley humaare piya….
Kha dhatoora ji sutley humaare piya,
Maara dhakka na uthley dulaare piya, (2)
O re bapu bata tuney yeh kya biya,
Yeh kya biya tuney yeh kya biya…
Gulaabi Chachha…
Gulaabi Chachha ki kyaari mein kaanta bhara…
Na idhar na udhar hi sihaare piya…
Taar bijli se…
Ghupp andhera mein chaltey, dulaarey piya,
Ghupp andhera mein chaltey, dulaarey piya,
Jindagi kolbari, phoot paani bhara,
Aarra Chhapra ke Babuji yeh kya kiya?
Loknayak jalaaye yeh kaisa diya? (-2)
Bhaav koyla ke bik-lay dihaari piya…
Nihaari piya….Bihaari piya….
Maarey dukh ke ji phootey fuhaarey piya…
Haan fuhaare-fuhaarey-fuhaarey piya…
Taar bijli se patley, humaare piya…
Taar bijli se patley, humaare piya…
O ri saasu bata tuney yeh kya biya…
O ri saasu bata tuney yeh kya biya…
O ri bhauji bata tuney yeh kya biya…
O re Bapu bata tuney yeh kya biya…
O re Chacha bata tuney yeh kya biya…
Loknayak bata tuney yeh kya biya…
Jan-nayak bata tuney yeh kya biya…
Baba Saaheb bata tuney yeh kya biya…
Taar bijli se patle humaare piya…
Electric Piya =>>
Rasika Rani (Singer), Varun Grover (Lyrics)
Electric piya…electric piya!
Taar bijli se patle humaare piya..
Arre taar taar taar…
Taar bijli se patle humaare piya..
As thin as a wire, humaare piya
Taar bijli se patle humaare piya..
As thin as a wire, humaare piya
Ghar aate hain deri se, tutli hai road…
road road road…arre tutli hai road…
roj roj roj roj…
Baba-saaheb kathin kitna rasta diya,
Jan-Nayak re haalat kya khasta kiya,
Riding donkeys, my horse-rider piya…
Getting tangled in web of spider piya…
Electric piya…electric piya….
Electric piya…electric piya….
Taar bijli se patle humaare piya..
As thin as a wire, humaare piya
Taar bijli se patle humaare piya..
As thin as a wire, humaare piya
My loveless, and luck less, and messed-up piya…
arre messed-up piya… Arre messed-up piya…
Aandhi-maata bata tuney yeh kya biya,
100 baras jeeney waale re yeh kya kiya,
Slipping out of my hands, humaarepiya,
Falling into quick-sands, humaare piya…
electric piya…electric piya!
Taar bijli se patle humaare piya..
Arre taar taar taar…
Taar bijli se patle humaare piya..
As thin as a wire, humaare piya
Taar bijli se patle humaare piya..
As thin as a wire, humaare piya
Comments