Skip to main content

Jism 2 (2012) - Lyrics & Video








jism 2




Ye Jism Hai To Kya =>> Ali Azma

La La la la lalal..
la lala lala la la
Yeh jism hai toh kya
Ye rooh ka libaas hai
Yeh dard hai toh kya
Ye ishq ki talaash hai
Fanaa kiya mujhe
Ye chahne ki aas ne
Taraa taraa shiqast hi hua

( Raza hai kya teri
Dil-o-Jahaan tabaah kiya
Sazaa bhi kya teri
Wafaa ko bewafaa kiya
Wah re zindagi se yun mujhe juda kiya
Kahaan Kahaan phirun main dhoondta ) 2
http://songfire.blogspot.in/
( Wahaan jahaan tuhi mera libaas hai
Wahaan jahaan teri hi bas talash hai
Wahaan jahaan tujhi pe khatam aas hai
Wahin shuru wahin pe dafan jaan ha i ) 2

Yeh jism hai toh kya
Ye rooh ka libaas hai
Yeh dard hai toh kya
Ye ishq ki talash hai
Fanaa kiya mujhe
Ye chahne ki aas ne
Tara tara shikast hi huaa






Darta hoon =>> K.K

Darta hoon main khudko chahne se
Darta hoon main tujhko paane se
Naa dil den.di bedardi noo
Naa ro-ro akhiyaan halaandi
Ve kade naa pachtaandi main
Je pata honda tere pachal da

Darta hoon inayate insaan se
Darta hoon teri daleri se
Tenu mehroom nazir bana baithi
Tere naal main jindari laa baithi
Na landi te na pachtaandi
Je chadd jaana si harjaiya
Dikhta hai fareeb qiri shikan me
Hey pachar tu paana taami te
Na ho sakta main tum me se
Nahi chahtaa hoon mai kuch tum se

Tenu mehroom nazir bana baithi
Tere naal main jindari laa baithi
Na landi te na pachtaandi
Ve kade na pachtaandi
Ve kade na pachtaandi
Ve kade na pachtaandi..
http://songfire.blogspot.in/




Ye Kasoor =>> Sonu Kakkar

Yeh kasoor mera hai ki yakeen kiya hai
Dil tere hi khatir rakh ch.hod diya hai
Yeh kasoor mera hai ki yakeen kiya hai
Dil tere hi khatir rakh ch.hod diya hai

Tu hi sabse kareeb hai mere
Tu hi mera naseeb hai ab yeh mehsoos kiya hai
Tu hi sabse kareeb hai mere
Tu hi mera naseeb hai ab yeh mehsoos kiya hai

Yeh kasoor mera hai ki yakeen kiya hai
Dil tere hi khatir rakh ch.hod diya hai

Ek tu hai daulat hai meri, Haasil tu mera
Kitni hai mohabbat tujhse, Be hisaab wafaa
Hasratonn se badhkar apni chaha tujhe hamesha
Yeh kasoor mera hai ke yaqeen kiya hai
Dil tere hi khatir rakh chod diya hai

Tu hi sabse kareeb hai mere
Tu hi mera naseeb hai ab yeh mehsoos kiya hai

Koi dard raha na dil mein, Na koi khalah
Har khwaish poori hui hai, Tujhe paa jo liya
Door mujhse ho na kabhi na, Karna yeh ik ehsaan

Yeh kasoor mera hai ki yakeen kiya hai
Dil tere hi khaatir rakh ch.hod diya hai
Tu hi sabse qareeb hai mere
Tu hi mera naseeb hai ab ye mehsoos kiya hai





Ishq bhi kiya re maula =>> Ali Azmat

Ishq bhi kiya re maula
Dard bhi diya re maula
Ishq bhi kiya re maula
Dard bhi diya re maula

Yuun to khush raha magar
Kuch reh gaya baaki
To phir bhi kiya re maula
Ilam bhi liya re maula
Zindagi jiya magar
Kuch reh gaya baaki
Tu nahi dikha re maula
Sab nahi bika re maula
Aur jahan ruka wahan pe
Jaam hai khaali

Chah ki kami me tu hai
Aankh ki nami me tu hai
Aas me tu Pyaas me tu
Saans me tu uu..
Bewajaah hasi me tu hai
Jo dikhe Usi Me tu hai
Ashq me tu Rashq me tu
Chaand me tu

Ishq bhi kiya re maula
Dard bhi diya re maula

Yuun to khush raha magar
Kuch reh gaya baaki
To phir bhi kiya re maula
Ilam bhi liya re maula
Zindagi jiya magar
Kuch reh gaya baaki
Tu nahi dikha re maula
Sab nahi bika re maula
Aur jahan ruka wahan pe
Jaam hai khaali

( Ishq ki sachaaiyon se
Rooh ki gehraiyon se
Raat ki tanhaiyon se
Tu Guzar zara ) 2






Abhi Abhi =>> K.K


Abhi abhi toh mile ho
Abhi naa karo chootne ki baat
Abhi abhi toh pasand aaye ho
Abhi abhi roothne ki baat

Abhi abhi toh roshni aayi
Abhi naa karo munh chupaane ki baat
Abhi abhi zindagi shuru hai
Abhi abhi tham jane ki baat
Hum toh haare mahiya re
Moonde naina, neend tihare
Hum toh haare mahiya re
Moonde naina, neend tihare

Teri baajuon mein meri chahatein samaaye
Teri dhadkano ko meri dhadkanein suna re
Teri khwahishon se meri khwahishein riha hain
Teri karwaton se meri dastaan bayaan hai
Kya sukoon kya junoon humnawaa...

Abhi abhi dil ki suni hai
Abhi na karo zamaane ki baat
Abhi abhi baatein rooki hain
Abhi Abhi dohraane ki baat
Abhi abhi aawargi aayi
Abhi na karo sambhalne ki baat
Abhi abhi zindagi shuru hai
Abhi abhi tham jane ki baat

Woh subah to bewajaah ho
Ke gujre bin tumhaare jiski raat
Woh subah to bewajaah ho
Ke gujre bin tumhaare jiski raat

Teri baajuon mein meri chahatein samaaye
Teri dhadkano ko meri dhadkanein suna re
Teri khwahishon se meri khwahishein riha hain
Teri karwaton se meri dastaan bayaan hai
Kya sukoon kya junoon humnawaa...

http://songfire.blogspot.in/

( Hum toh haare mahiya re
Moonde naina neend tihare ) 2





Hey Walla =>> Unoosha

Hey Walla, Hey walla, Hey walla
Wake up to the call to the sounds around me
Saying, live your dreams your destiny away
Hear the rhythm beneath inside me
Are you ready live on love
See the color shine in from your heart
Are you ready live on love

Wake up to the dazzling stars above me
Saying, spread your wings and fly to the sky
Hear the rhythm beneath inside me
Are you ready live on love
See the color shine in from your heart
Are you ready live on love..
Hey Walla, Hey Walla Hey Walla, Hey Walla
Hey Walla, Hey Walla Hey Walla, Hey Walla

Rise up high to the sky, live your dreams
Hey walla
fly to the sky, destiny await
Hey walla
http://songfire.blogspot.in/

Comments

Popular posts from this blog

Housefull 2 (2012)

About Movie :  Housefull 2 (also known as Housefull 2: The Dirty Dozen) is a 2012 Indian comedy film directed by Sajid Khan and produced by Sajid Nadiadwala. It is the sequel to the 2010 film, Housefull and stars Akshay Kumar, Asin Thottumkal, Jacqueline Fernandez, John Abraham in the lead roles, whilst Ritesh Deshmukh, Zarine Khan, Shreyas Talpade, Shazahn Padamsee, Randhir Kapoor, Rishi Kapoor, Mithun Chakraborty and Boman Irani play supporting roles. The music is composed by Sajid-Wajid. The film is said to be inspired from the 2003 Tamil film Banda Paramasivam directed by T.P. Gajendran and starring Prabhu Ganesan and Kalabhavan Mani in lead characters which in turn is a remake of 1998 Malayalam film Mattupetti Machan starring Mukesh in the lead. Upon release the film received mixed reviews, however, the response was more positive than its predecessor and it opened very well at the box office and was declared a Super Hit at the Box Office. Click Here To Read More ...

Rockstar (2011) Lyrics & Video

Sadda haq Lyrics & Video =>> Mohit Chauhan and Orianthi on Guitars (Singers) ,Irshad Kamil (Lyricist). tum logon ki, iss duniya mein har kadam pe, insaan ghalat main sahi samajh ke jo bhi karoon Tum kehte ho ghalat ! main ghalat hoon toh (phir kaun sahi ) -2 marzi se jeene ki bhi main Kya tum sabko arzi doon matlab ki tum sab ka mujh pe mujh se bhi zyada haq hai source:http://songfire.blogspot.com/ Sadda haq Aithe rakh.. Sadda haq aithe rakh.. Sadda haq Aithe rakh.. Sadda haq Aithe rakh.. Sadda haq aithe rakh.. Sadda haq aithe rakh Sadda haq aithe rakh Sadda haq aithe rakh Sadda haq aithe rakh