Skip to main content

Bol Bachchan (2012)


Bol Bachchan Movie Poster with Ajay Devgan & Abhishek Bachchan





Album Details =>>

Music Director > Himesh Reshammiya, Ajay-Atul
Singers > Amitabh Bachchan, Abhishek Bachchan, Ajay Devgn, Himesh Reshammiya, Mamta Sharma, Vineet Singh, Shreya Ghoshal, Sukhwinder Singh, Mohit Chauhan
Lyricist >Farhad, Sajid, Shabbir Ahmed, Swanand Kirkire, Sameer




Bol Bachchan =>>

Hey! easy sir!
Debating on the diabolic diagnosis of divisive deliverance
Papad is a rhythmic replica of a jhapad
Where one relishes your hunger
And other relishes your anger
Similarly sir, Bachchan is also
A rhythmic rhyme replica of Bol Bachan
Where one represents a magnanimous name
While the other represents horrendous game
http://songfire.blogspot.com/
Bol bol bol...
Bol bol bol bachchan...
Sun sun sun kya bole bachchan...

Bol Bachchan ki boli - Goli
Bol Bachchan ki vaani - Shyaani
Bol Bachchan ka qatra - Khatra
Bol Bachchan ki bhasha - Jhansa

Iski taal-taal hai satrangi
Chaal-dhaal hai atrangi
Din mein bhi dikha de ye taare rang-birangi

Bol bol bol...
Bol bol bol bachchan...
Sun sun sun kya bole bachchan...

Jisne bhi lagaya makkhan - haaye haay
Nikla phir woh hi dhakkan
Jisne chheda ye sargam - kya baat hai
Uski jholi mein saawan - Aah haa
Jisko samjhe toh awesome
Mohabbat ka hai mausam - Aah haa
Jisne bhi kiya ye item
Latka jaise pendulum - pendulum
Pendolummm... - wah wah kya baat hai

Bol bol bol...
Bol bol bol bachchan...

Mere PitaJi kehte hain ki:
Mard ko kabhi dard nahi hota
Haan, haan lekin
Aisa hi tu bol bachan karta rahega toh
Eddy se sar tak dard hoga

Ya ya you talking not right then
Body pain from toe truck to headlight

Jhol jhal ke panghat pe
Behti hai jhooth ki nadiya
Wahaan se seedhe haath pe hai
Chhal kapat ki dagariya [x2]

Badi shaky shaky ye pagdandi
Vinaashkaale viprit buddhi
Tera bhar gaya ghada, ab bharega kya tu tanky

Bol bol bol...
Bol bol bol bachchan...
Sun sun sun kya bole bachchan...

Mere pitaji kehte hain ki
Daaru peene se liver kharab hota hai
Aur main kehta hoon ki
Bol Bachan se kuch kharab nahi hota

Hah! Loud tanky, ghadi ghadi drama karta hai
Arey Aise hi bol bachan karta rahega toh
Aasmaan se girega khajoor mein atkega

Ya ya, falling from skyscraper
Hanging into dry-fruit and nut

Bol bol bol...
Bol bol bol bachchan...
Sun sun sun kya bole bachchan...
source: http://songfire.blogspot.com/




Chalao Na Naino Se =>>

Chalao naa naino se baan re
Jaan le lo naa jaan re
Jaan le lo naa jaan re

Chalao naa naino se baan re
Chalao naa naino se baan re
Jaan le lo na jaan re
Jaan le lo na jaan re

Kahin nikal na jaye - (4)
Hamri body se, humri body se
Hamri body se praan re (umm..)
Hamri body se praan re (umm..)

Chalao na naino se baan re
Chalao na naino se baan re
Jaan lelo na jaan re
(Jaan lelo naa jaan re, jaan lelo na jaan re)

Shaamil na ho Shaamil na ho - (2)
Hamra bhooton mein
Hamra bhooton mein
Hamra bhooton mein naam re (umm..)
Hamra bhooton mein naam re (umm..)

Chalao naa naino se baan re
Jaan le lo na jaan re

Maare gulati haaye mora jiya
Mori kalaai na modo piya
Maare gulati haye mora jiya
Mori kalaai na modo piya
Tori kalaai na chhodenge hum
Tore bin hum adhoore hain raam kasam

Kahin nikal naa jaye - (4)
Humri body se
Humri body se
Humri body se praan re (umm)
Humri body se praan re (umm)

Chalao na naino se baan re
Chalao na naino se baan re
Jaan le lo naa jaan re
(jaan le lo naa jaan re)
Umm.. umm.. umm.. umm..

Vaani teri badi garma garam
Jaa besharam mohe aaye sharam - (2)

Sharm-o-haya ki chhodo fiqar
Zindagi chaar din ki mere humsafar

Kahin nikal na jaaye - (4)
Humri body se
Humri body se
Humri body se praan re (umm)
Humri body se praan re (umm)
Chalao na naino se baan re
Chalao na naino se baan re
Jaan lelo naa jaan re
(jaan lelo naa jaan re)

Shaamil na ho, Shaamil na ho - (2)
Humra bhooton mein
Humra bhooton mein
Humra bhooton mein naam re (umm)
Humra bhooton mein naam re (umm)
Chalao na naino se baan re

Jaan le lo na jaan re - (4)





Nach Le Nach Le =>>

Chupke se chori karo Chori mein kitna maza
Phir seena zori karo, Duniya se nazrein bacha
Pakde agar jo gaye, Moti milegi sazaa
Duniya se darr jo gaye, Dhadkan ki dholak baja

Nach le nach le Khul ke tu nach le
Ulta de dhun aur palta de taal
Nach le nach le, Jee bhar ke nach le
Karde bawaal uthe dil mein bhoochal
Nach le nach le, Khul ke tu nach le
Ulta de dhun aur palta de taal
Nach le nach le, Jee bhar ke nach le
Karde bawaal uthe dil mein bhoochal

Masti chura aur thodi khushiyan chura
Hai gham ka pehra bada
Duniya mein kya hai? Kyun hai? kab hai? kaisa hai?
Socho na sapna saja
Sapne mein pankh laga, Usko falak mein udaa
Tu hi toh rab hai rab hai rab hai tera
Gham ki kya fiqar hai tujhko, jee le aaj re
Dil khuli kitaab hai, jo chaahe baach le
Band saath hai bhangra tu kuch bhi naach le
Garba jiska daandiya tu jee le aaj re
Nach le nach le
Nach le nach le, Khul ke tu nach le
Ultaade dhun aur paltaade taal
Nach le nach le, Jee bhar ke nach le
Karde bawaal uthe dil mein bhoochaal

Chup chupke aaya koi, Oh haule se dil mein ghusa
Aur phir ijazat bina, Chori se dil mein basa
Main toh behakne lagi, Jeene ka aaya maza
Palkon mein sapne saje, Saanson ka saaz baja...

Nach le nach le, Khul ke tu nach le
Ultaade dhun aur paltaade taal
Nach le nach le, Jee bhar ke nach le
Karde bawaal uthe dil mein bhoochaal
Nach le nach le, Khul ke tu nach le
Ultaade dhun aur paltaade taal
Nach le nach le, Jee bhar ke nach le
Karde bawaal uthe dil mein bhuchaal

Aye chori hua dil toh yeh chori hua
Kab jaane tere hua
Yaara oh tere bina mera jeena bhi kya jeena
Yeh kya hua, jaanu na kaisa hua
Khela ishaq ka juaa
Kar baithi thodi teekhi thodi meethi khataa
Dil ko bhaa gaye hai tere andaaz re
Aankhon se bhi khul na paaye apna raaz re

Hey jaadu tera chal gaya hai hum pe aaj re
Pyaar ka khumar leke tu bhi naach le
Nach le..
Nach le nach le, Khul ke tu nach le
Ultaade dhun aur paltaade taal
Nach le nach le, Jee bhar ke nach le
Karde bawaal uthe dil mein bhoochaal
source: http://songfire.blogspot.com/




Jab se Dekhi Hai =>>

Jab se dekhi hai jhalak tumhaari
Yaa Allah, Yaa Allah!

Jab se dekhi hai jhalak tumhaari
Tab se rehti hai dil mein kasak tumhaari
Yaa Allah, Yaa Allah!
Jaan lega meri tera ishq

Jab se dekhi hai jhalak tumhaari

Raat-din lamha-lamha
Teri yadoon ka sajda
Mere dil ne hamesha kiya
Mann ki gehraiyon mein
Apni parchhaiyon mein
Bas tera ishq maine jiya
Jaan lega meri tera ishq
Yaa Allah
Jab se dekhi hai jhalak tumhaari
source: http://songfire.blogspot.com/

Tumne meri lagan ko
Sabr ki anjuman ko
Kyun yeh doori ka aalam diya
Tham gayi meri aahein
Numm huyi yeh nigaahein
Jab tera naam maine liya
Jaan lega meri tera ishq
Yaa Allah.

Jab se dekhi hai jhalak tumhari
Tab se rehti hai dil mein kasak tumhari
Yaa Allah, Yaa Allah!

Comments

Popular posts from this blog

Housefull 2 (2012)

About Movie :  Housefull 2 (also known as Housefull 2: The Dirty Dozen) is a 2012 Indian comedy film directed by Sajid Khan and produced by Sajid Nadiadwala. It is the sequel to the 2010 film, Housefull and stars Akshay Kumar, Asin Thottumkal, Jacqueline Fernandez, John Abraham in the lead roles, whilst Ritesh Deshmukh, Zarine Khan, Shreyas Talpade, Shazahn Padamsee, Randhir Kapoor, Rishi Kapoor, Mithun Chakraborty and Boman Irani play supporting roles. The music is composed by Sajid-Wajid. The film is said to be inspired from the 2003 Tamil film Banda Paramasivam directed by T.P. Gajendran and starring Prabhu Ganesan and Kalabhavan Mani in lead characters which in turn is a remake of 1998 Malayalam film Mattupetti Machan starring Mukesh in the lead. Upon release the film received mixed reviews, however, the response was more positive than its predecessor and it opened very well at the box office and was declared a Super Hit at the Box Office. Click Here To Read More ...

Rockstar (2011) Lyrics & Video

Sadda haq Lyrics & Video =>> Mohit Chauhan and Orianthi on Guitars (Singers) ,Irshad Kamil (Lyricist). tum logon ki, iss duniya mein har kadam pe, insaan ghalat main sahi samajh ke jo bhi karoon Tum kehte ho ghalat ! main ghalat hoon toh (phir kaun sahi ) -2 marzi se jeene ki bhi main Kya tum sabko arzi doon matlab ki tum sab ka mujh pe mujh se bhi zyada haq hai source:http://songfire.blogspot.com/ Sadda haq Aithe rakh.. Sadda haq aithe rakh.. Sadda haq Aithe rakh.. Sadda haq Aithe rakh.. Sadda haq aithe rakh.. Sadda haq aithe rakh Sadda haq aithe rakh Sadda haq aithe rakh Sadda haq aithe rakh