Skip to main content

Azadi Lyrics - Gully Boy| Ranveer Singh & Alia Bhatt

Azadi
Bhukhmari se, azadi
Haan bhed bhaav se, azadi
Haan pachhwaad se, azadi
Hum leke rahenge, azadi
Tum kuchh bhi kar lo, azadi

Azadi..

Ho tera pinjra mein jaal ni khana
Parindeya ne udd jaana tera pinjra
Tera mukk jaana sara lana baana
Parindeya ne udd jaana tera pinjra x (2)

Freedom, freedom

Haan bahut baithe chup chaap
Kya ghante ka insaaf
Desh kaise hoga saaf
Inki neeyat mein hai daag
Sirf karte rahenge baat
Alag shakal wohi jaat
Vote milne par yeh khaas
Phir gayab poore saal
Haan mera bhai hai to
Noton ki sarkaar hai na
Note se banate apne beton ko
Yeh star hain na
Kitne bekaar kyun yeh
Aapas mein jhankar hai na
Baaki poora desh doobe
Inki naiya paar hai na

Achchi vidya chahiye
Achcha khaasa maal dena
Nal mein paani chahiye
Khade reh le line mein na
Zameen apni par note dikha kar sign lena
Drugs laaye yeh phir
Dhakel denge crime mein na

Akela insaan phir gaadi teri chaar kyun?
Ghar mein hai chaar phir rooms tere 8 kyun?
Paison se nai bante kudrat se hum khaas kyun?
Teri peedhi ka soch woh kaise lenge saans kyun?

Kya shu
Ek tarfa tarazo
Kya shu
Aa teri hansi mere aansu
Kya shu
Aa ghut ghut ke kyun saans loon
Kya shu
Usse dega kya hisaab tu?


Ho tera pinjra mein jaal ni khana
Parindeya ne udd jaana tera pinjra
Tera mukk jaana sara lana baana
Parindeya ne udd jaana tera..

Aa nahi ban’na mujhe Slumdog Millionaire
Yeh slumdog hai mission pe
Sidham ke keede chhode inke apne kafan pe
Bachpan se chhura rakha hai
Inhone apne gardan pe
Mastak mein yeh likhte galat
Seekhte galat, chheenkte halak

Par kisi ko parwah nahi
Yeh saitaan hain insaan nahi
Dharam ke naam pe kaam nahi
Dharam banaya insaan hi
Paison ke liye yeh tha sabhi
Dimaag lada kar jaan ke bhi
Dhasne laga tu kaan ka bhi
Istemaal kar tu zabaan ka bhi
An-dekha ka kyun hai jaan ke bhi
An-dekha ka kyun hai jaan ke bhi
Sachai mein tu sama kabhi
Achai se tu kama kabhi
Iss gandh ko karna saaf abhi
Iss gandh ko karna saaf abhi
Iss gandh ko karna saaf abhi

Kya shu
Ek tarfa tarazo
Kya shu
Aa teri hansi mere aansu
Kya shu
Aa ghut ghut ke kyun saans loon
Kya shu
Usse dega kya hisaab tu haan?

Haan, ho bolo azadi
Bolo azadi
Ho bolo azadi
Ho bolo azadi
Ho bolo azadi
Give me freedom







To stream & download Full Song
Gaana - http://bit.ly/2RcosNh
JioSaavn - https://bit.ly/2TkgnYI
Wynk Music - https://bit.ly/2sMkilj
iTunes - https://apple.co/2RlUSF0
Apple Music - https://apple.co/2RlUSF0
Google Play - http://bit.ly/2B0UmqR
Amazon Prime Music - https://amzn.to/2FVQw5A
Hungama - https://bit.ly/2Dys7RZ

Composer: Dub Sharma & Divine
Singers: DIVINE & Dub Sharma
Lyrics: DIVINE & Dub Sharma
Produced by Dub Sharma
Programming: Dub Sharma
Backing Vocals: Ankur Tewari
Mixing Engineer: Dub Sharma
Music Supervisor: Ankur Tewari
Mastered by Graeme Durham at The Exchange UK

Written by Reema Kagti and Zoya Akhtar
Producers - Ritesh Sidhwani, Zoya Akhtar and Farhan Akhtar
Directed by Zoya Akhtar

Comments

Popular posts from this blog

Housefull 2 (2012)

About Movie :  Housefull 2 (also known as Housefull 2: The Dirty Dozen) is a 2012 Indian comedy film directed by Sajid Khan and produced by Sajid Nadiadwala. It is the sequel to the 2010 film, Housefull and stars Akshay Kumar, Asin Thottumkal, Jacqueline Fernandez, John Abraham in the lead roles, whilst Ritesh Deshmukh, Zarine Khan, Shreyas Talpade, Shazahn Padamsee, Randhir Kapoor, Rishi Kapoor, Mithun Chakraborty and Boman Irani play supporting roles. The music is composed by Sajid-Wajid. The film is said to be inspired from the 2003 Tamil film Banda Paramasivam directed by T.P. Gajendran and starring Prabhu Ganesan and Kalabhavan Mani in lead characters which in turn is a remake of 1998 Malayalam film Mattupetti Machan starring Mukesh in the lead. Upon release the film received mixed reviews, however, the response was more positive than its predecessor and it opened very well at the box office and was declared a Super Hit at the Box Office. Click Here To Read More ...

Rockstar (2011) Lyrics & Video

Sadda haq Lyrics & Video =>> Mohit Chauhan and Orianthi on Guitars (Singers) ,Irshad Kamil (Lyricist). tum logon ki, iss duniya mein har kadam pe, insaan ghalat main sahi samajh ke jo bhi karoon Tum kehte ho ghalat ! main ghalat hoon toh (phir kaun sahi ) -2 marzi se jeene ki bhi main Kya tum sabko arzi doon matlab ki tum sab ka mujh pe mujh se bhi zyada haq hai source:http://songfire.blogspot.com/ Sadda haq Aithe rakh.. Sadda haq aithe rakh.. Sadda haq Aithe rakh.. Sadda haq Aithe rakh.. Sadda haq aithe rakh.. Sadda haq aithe rakh Sadda haq aithe rakh Sadda haq aithe rakh Sadda haq aithe rakh