Skip to main content

Jumme ki Raat song lyrics from Kick movie

Click Here to get more information about "Kick" movie

kick movie Salman Khan new look


arey jumme ki raat hai...
arey jumme ki raat hai
chumme ki baat hai
allah bachaaye mujhe tere waar se
(jumma means - Friday)

jumme ki raat hai
chumme ki baat hai
allah bachaaye mujhe tere waar se

jaane kya hona hai
jaane kya khona hai
Teri jawaani toh jaadu hai tona hai
jalwon mein aandhi hai
aandhi mein toofaan hai
Karde na mujhko tabaah

Saari ki saari hai tu golabaari
Ki mushqil hai khud ko bachaana
maar hi na daale
meri jaan nikaale
uff allah bachaaye mujhe
haaye tere pyaar se

arey jumme ki raat hai
chumme ki baat hai
allah bachaaye mujhe tere waar se

maana tujh mein gazab ka nashaa..
Tujhpe koi bhi hoga fidaa
Lekin naa khel dil se mere
main toh dil se bhi hoon sirphira
Ik main baat kahoon
Do pal saath rahoon
phir main agle hi pal hoon hawa
Kiya jo kuch bhi kahin
mujhe kuch yaad nahi
Karoon main kya yeh mujhe tu bata

Saari ki saari hai tu golabaari
Ki mushqil hai khud ko bachaana
maar hi na daale
meri jaan nikaale
uff allah bachaaye mujhe
haaye tere pyaar se

jumme ki raat hai
chumme ki baat hai
allah bachaaye mujhe tere waar se

hey.. jaanu teri main bemaaniyan
chaahe karle tu shaitaaniyaan
Zidd pe ad jaaungi aaj main
ab karungi main manmaaniyaan
Nazrein tujhpe meri
Le loon main jaan teri
pichha na chhodun tera, main yahaan
pyaar mein dungi sazaa
mujhse bachke tu dikha
aaj tu jaane waala hai kahaan

Saari ki saari hai tu golabaari
Ki mushqil hai khud ko bachaana
maar hi na daale
meri jaan nikaale
uff allah bachaaye mujhe
haaye tere pyaar se

arey jumme ki raat hai
chumme ki baat hai
allah bachaaye mujhe tere waar se

Comments

Popular posts from this blog

Deva tuzya gabharyala umbrach nahi marathi song lyrics

In Marathi:  देवा तुझ्या गाभाऱ्याला उंबराच नाही सांग कुठं ठेऊ माथा कळंनाच काही देवा कुठं शोधू तुला मला सांग ना प्रेम केलं एवढाच माझा रे गुन्हा देवा काळजाची हाक ऐक एकदा तरी माझ्या ह्या जीवाची आग लागू दे तुझ्या उरी आरपार काळजात का दिलास घाव तू दगडाच्या काळजाचा दगडाचा देव तू का कधी कुठे स्वप्न विरले, प्रेम हरले स्वप्न माझे आज नव्याने खुलले अर्थ सारे स्पर्शाने उलगडले आरपार काळजात का दिलास घाव तू दगडाच्या काळजाचा दगडाचा देव तू देवा काळजाची हाक ऐक एकदा तरी माझ्या ह्या जीवाची आग लागू दे तुझ्या उरी का रे तडफड ही ह्या काळजा मधी घुसमट तुझी रे होते का कधी माणसाचा तू जल्म घे, डाव जो मांडला मोडू दे का हात सुटले, श्वास मिटले, ठेच लागे उत्तरांना प्रश्न कसे हे पडले अंतरांचे अंतर कसे ना कळले देवा काळजाची हाक ऐक एकदा तरी माझ्या ह्या जीवाची आग लागू दे तुझ्या उरी आरपार काळजात का दिलास घाव तू दगडाच्या काळजाचा दगडाचा देव तू

Banjara Lyrics from Ek Villain Movie 2014

Song Title: Banjaara Movie: Ek Villain (2014) Music Label: T-Series Lyrics / Composer: Mithoon Singer: Mohd. Irfan Read more: Wikipedia jise zindagi dhoondh rahi hai kya ye woh makaam mera hai Yahaan chain se bas ruk jaaun kyun dil ye mujhe kehta hai jazbaat naye se mile hain jaane kya asar ye huaa hai ik aas mili phir mujhko jo qubool kisi ne kiya hai haan.... kisi shaayar ki ghazal jo de rooh ko sukoon ke pal koi mujhko yun mila hai jaise banjaare ko ghar Naye mausam ki sehar Yaa sard mein dopahar koi mujhko yun mila hai jaise banjare ko ghar hmm..... jaise koi kinaara deta ho sahaara mujhe wo mila kisi mod par koi raat ka taara karta ho ujaala waise hi roshan kare woh shehar dard mere woh bhula hi gayaa kuch aisa asar huaa jeena mujhe phir se woh sikha raha hmm.. jaise baarish kar de tar Yaa marham dard par koi mujhko yun mila hai jaise banjare ko ghar Naye mausam ki sehar Yaa sard mei...

Azadi Lyrics - Gully Boy| Ranveer Singh & Alia Bhatt

Azadi Bhukhmari se, azadi Haan bhed bhaav se, azadi Haan pachhwaad se, azadi Hum leke rahenge, azadi Tum kuchh bhi kar lo, azadi Azadi.. Ho tera pinjra mein jaal ni khana Parindeya ne udd jaana tera pinjra Tera mukk jaana sara lana baana Parindeya ne udd jaana tera pinjra x (2) Freedom, freedom Haan bahut baithe chup chaap Kya ghante ka insaaf Desh kaise hoga saaf Inki neeyat mein hai daag Sirf karte rahenge baat Alag shakal wohi jaat Vote milne par yeh khaas Phir gayab poore saal Haan mera bhai hai to Noton ki sarkaar hai na Note se banate apne beton ko Yeh star hain na Kitne bekaar kyun yeh Aapas mein jhankar hai na Baaki poora desh doobe Inki naiya paar hai na Achchi vidya chahiye Achcha khaasa maal dena Nal mein paani chahiye Khade reh le line mein na Zameen apni par note dikha kar sign lena Drugs laaye yeh phir Dhakel denge crime mein na Akela insaan phir gaadi teri chaar kyun? Ghar mein hai chaar phir rooms tere 8 kyun? Paison se nai ba...