Skip to main content

Raaz 3 (2012) Lyrics & Videos

Trailor :                                    Release Date: 7 September 2012  


Cast  :

 Emraan Hashmi, Esha Gupta, Bipasha Basu



Song List :                 

Deewana kar Raha hai : Javed Ali
Zindagi Se  :Shafqat Amanat Ali
Rafta Rafta : k.k
Oh My Love : Sonu Nigam & Shreya Ghoshal
Kya Raaz hai  :zubeen Garg, Shreya Ghoshal
Khayalon Mein:  Shreya Ghoshal


Lyrics & Videos:

- Deewana kar raha hai Lyrics -


teri baahon mein mili
Aisi rahat si mujhe
ho gayi jaan-e-jahaan
teri aadat si mujhe
dekhoon main jab tujhko toh
tab mera din ye dhale

deewana kar raha hai
tera roop sunehra
Musalsal khal raha
Mujhko ab ye sehra
Bata ab jaayein toh jaayein kahaan? ( -2 )

O...
Ab jaye toh jaaye kahaan?

dard ka aalam hai hardum
Bin tere o humdum
Aankhon mein dikhti hai maayusiyan
Jahaan bhi jaaun tere bin
Badi mushqil se guzre din
Chubhti hai dil ko khamoshiyan
Raaz gehra jo hai tera
darr hai kaisa tu hai mera

deewana kar raha hai
tera roop sunehra
Musalsal khal raha
Mujhko ab ye sehra
Bata ab jaayein tto jaayein kahaan? ( -2 )

dhul gaye dil ke saare gham
khushi se aankhein hai ye num
zindagi mein meri jab se aa gaya
dil ka armaan bana hai tu
Meri pehchaan bana hai tu
Saanson mein rooh ban ke tu samaa gaya
Jaan bhi teri, dil bhi tera
tujh se hai mera savera o..

deewana kar raha hai
tera roop sunehra
Musalsal khal raha
Mujhko ab ye sehra
Bata ab jaayein toh jaayein kahaan? ( -2 )





- zindagi Se Lyrics -


zindagi se chura ke
zindagi mein basa ke
zindagani banaya hai tujhe
Roothe rab ko mana ke
Aasmaan ko jhuka ke
zindagani banaya hai tujhe

tu mila jis tarah saba mile
tu mila jis tarah sila mile
tu mila jis tarah duaa mile... Bakhuda
tu mila toh jaise main jee gaya
tu mila mukammal main ho gaya 
[mukammal: complete]
tu mila toh phaila hai noor sa bakhuda

zindagi se churaa ke
zindagi me basaa ke
zindagani banaaya hai tujhe

Mehfooz tu mehsoos kar, tere paas hoon main sada
tujhse nahi ho sakta main pal bhar bhi ab juda
Ab saath hain hum is tarah aankhon ke sang palke
Aa waqt ko yeh baat hum ik baar phir se keh dein
Saare gham se chhupa ke, har nazar se bacha ke
zindagani banaaya hai tujhe

tu mila jis tarah saba mile
tu mila jis tarah sila mile
tu mila jis tarah duaa mile... Bakhuda
tu mila toh jaise main jee gaya
tu mila mukammal main ho gaya
tu mila toh phaila hai noor sa bakhuda

Baahon mein aa ho jayenge shiqwe sabhi khud fanaa 
hothon se main tujh ko sunu aankhon se tu kuch sunaa
tu aks ahi main aaina, phir kya hai sochna
Ik doosere mein kho ke hai ik-doosre ko paana

kismaton ko jagaa ke, har jahaan ko hara ke
zindagani banaya hai tujhe

tu mila jis tarah saba mile
tu mila jis tarah sila mile
tu mila jis tarah duaa mile... Bakhuda
tu mila tto jaise main jee gaya
tu mila mukammal main ho gaya
tu mila toh phaila hai noor sa bakhuda





- Rafta Rafta Lyrics -


Rafta rafta ho gayi tu hi meri zindagi
Rafta rafta ho gayi chaaron taraf roshni
Sajde mein tere sar hai, thoda sa dil mein darr hai
kaise karoon main bayaan?
Jaanu naa, Jaanu naa, Jaanu naa...
Rafta rafta ho gayi

Chaahe deedar tera nazre jhuke bhi
Mere kadam chalna chahe ruke bhi
Lab bhi kuch kehna chahe
Lekin gum hai sab baatein
Gumsum si bhi hai zubaan

Rafta rafta ho gayi tu hi meri zindagi
Rafta rafta ho gayi chaaron taraf roshni
Sajde mein tere sar hai, thoda sa dil mein darr hai
kaise karoon main bayaan?
Jaanu naa, Jaanu naa, Jaanu naa...
Rafta rafta ho gayi

Mera wajood ab tu mujhme hai shaamil
Sohbat mein teri mujhe sab kuch haasil
Phir kyun lagta hai aisa
Jaise main hoon khud bekhud saa
dhoondu main khud ko kahaan

Rafta rafta ho gayi tu hi meri zindagi
Rafta rafta ho gayi chaaron taraf roshni
Sajde mein tere sar hai, thoda sa dil mein darr hai
kaise karoon main bayaan?
Jaanu naa, Jaanu naa, Jaanu naa...
Rafta rafta ho gayi






- Oh My Love Lyrics -


You and me together make it all seem right
O o hey yea!

tera saath mill gaya 
Ye jahaan khill gaya
tujhse waasta huaa
harpal hai naya naya
Meri raahein tu
Chaahein tu, tu tu aa...
Oh My Love
tu hi hai sukoon
tu hi toh qaraar hai mera
Oh My Love
Be my Love.. la ra la...
tu hi toh qaraar hai mera
Oh My Love

You and me together make it all seem right

khaali-khaali din thhe
khaali-khaali raatein
khaali thi ye zindagi
Mehki mehki si ho, behki behki si ho
Lamhe huey sharbati

Mujhko aasra mila
Mera tu jo ho gaya
Poori mannatein hui
Mujhko toh khuda mila
Meri raahein tu
Chaahein tu, tu tu aa...
Oh My Love
tu hi hai sukoon
tu hi toh qaraar hai mera
Oh my Love
Be my Love.. la ra la...
tu hi toh qaraar hai mera
Oh My Love

Ruki ruki si thi
thami thami si thi
dil mein ye dhadkanein
O o Jagi jagi si hain
Shaamo seher ab toh jismon mein khwahishein

Mujhko aasra mila
Mera tu jo ho gaya
Poori mannatein hui
Mujhko toh khuda mila
Meri raahein tu
Chaahein tu, tu tu aa...
Oh My Love
tu hi hai sukoon
tu hi toh qaraar hai mera
Oh my Love
Be my Love.. la ra ra...
tu hi toh qaraar hai mera
Oh My Love...




- kya Raaz hai Lyrics -


Marhaba aa Marhaba Marhaba…
Main rubaroo aasmaan ke
Aks meri aas taake
Chha gaye sabki nigaahon mein
Mutthi mein hai saara jahaan
Maine jo chaha aa gaya meri panaaho mein

Ye shohraton ke taaz hai
Ye daulatein jo aaj hai
Sab kuch yahaan ik raaz hai
haan raaz hai
khud pe mujhe jo naaz hai
Ye jo naya andaaz
Sab kuch yahaan ik raaz hai
haan raaz hai

Marhaba aa Marhaba Marhaba…

Morey saiyyan 
Morey saiyyan 
kaahe chhodi mori baiyyan
Morey saiyyan… saiyyan

kaise mod pe laaya mujhko mera faisla
haath se manzil, chhota hai pairo se raasta
Meri khatao'n ki ab maine paayi hai sazaa
Aage kya mera hashr ho jaane woh khuda

Marhaba aa Marhaba Marhaba…

Main rubaroo aasmaan ke
Aks meri aas taake
Chha gaye sabki nigaahon mein
Mutthi mein hai saara jahaan
Maine jo chaha aa gaya meri panaaho mein

Ye shohraton ke taaz hai
Ye daulatein jo aaj hai
Sab kuch yahaan ik raaz hai
haan raaz hai
khud pe mujhe jo naaz hai
Ye jo naya andaaz
Sab kuch yahaan ik raaz hai
haan raaz hai

dhoom tana dhoom tana…
Ra re ra re ra… 
Yeh Raaz hai
dhoom ta dum dhoom ta dum de re na na…
kya Raaz hai.





- khayalon Mein Bhi Lyrics -


khayalon mein bhi
hai khaabon mein bhi
koi aane laga, hai yaadon mein bhi
Aye dil mere mehsoos kar inn aahaton ko
dhadkan ne jo seene mein lee unn karwaton ko
Aye khuda... aye khuda...
Main hui mujh se juda
khayalon mein bhi
hai khaabon mein bhi
koi aane laga hai yaadon mein bhi

din mein bhi wahi saans lene laga
Raaton mein bhi meri wo hi toh basa hai
Palko pe rehne ki dhoondta hai jagah
khayalon mein bhi
hai khaabon mein bhi
koi aane laga hai yaadon mein bhi

dil jise mera pyaar karne laga
Aankhein bhi uski hi raah mein ruki hai
kaun hai woh magar yeh nahi pata
khayalon mein bhi
hai khaabon mein bhi
O koi aane laga hai yaadon mein bhi
Aye dil mere mehsoos kar in aahaton ko
dhadkan ne jo seene mein lee unn karwaton ko
Aye khuda... aye khuda...
Main hui mujh se juda


Comments

Popular posts from this blog

Banjara Lyrics from Ek Villain Movie 2014

Song Title: Banjaara Movie: Ek Villain (2014) Music Label: T-Series Lyrics / Composer: Mithoon Singer: Mohd. Irfan Read more: Wikipedia jise zindagi dhoondh rahi hai kya ye woh makaam mera hai Yahaan chain se bas ruk jaaun kyun dil ye mujhe kehta hai jazbaat naye se mile hain jaane kya asar ye huaa hai ik aas mili phir mujhko jo qubool kisi ne kiya hai haan.... kisi shaayar ki ghazal jo de rooh ko sukoon ke pal koi mujhko yun mila hai jaise banjaare ko ghar Naye mausam ki sehar Yaa sard mein dopahar koi mujhko yun mila hai jaise banjare ko ghar hmm..... jaise koi kinaara deta ho sahaara mujhe wo mila kisi mod par koi raat ka taara karta ho ujaala waise hi roshan kare woh shehar dard mere woh bhula hi gayaa kuch aisa asar huaa jeena mujhe phir se woh sikha raha hmm.. jaise baarish kar de tar Yaa marham dard par koi mujhko yun mila hai jaise banjare ko ghar Naye mausam ki sehar Yaa sard mei...

Pappi De Parula | पप्पी दे पारूला | Full Video Song

Pappi De Parula | पप्पी दे पारूला | Marathi Song | Smita Gondkar | Superhit Marathi Song 2015 गीत - हरिदास कड, संगीत - मधु कृष्णा, गायिका - रेश्मा सोनवणे, कलाकार - स्मिता गोंदकर, दिग्दर्शक - जितेंद्र वाईकर, निर्माता - सुभाष परदेशी Subscribe Sumeet Music and get the latest marathi music click on link below: https://www.youtube.com/user/Sumeetso... Download the MP3 from link below: http://sumeetaudiovideo.com/

Sri Vishnu Sahasranamam Lyrics

|| Sri Vishnu Sahasranamam || Part 1 (derived from tradition) Om shuklambaradharam vishnum sh ashivarnam chaturbhujam | prasanna vadanam dhyayet sa rva vigna upashantaye || yasya dvirada vak tradhyah pa rishadhyah parah shatam | vignam nignanti satatam vishwaksenam tamashraye || vyasam vashishTa naptharam shak te pouthram akalmasham | parasharatmajam vande shu khatatam taponidhim || vyasaya vishnu rUpaya vya sarUpaya vishnave | namo vai brahmanidhaye va sishTaya namo namaH || avikaraya shuddhaya nity aya paramatmane | sadhaikarUpa rUpaya vishnave sarva jishnave || yasya smarana mathrena janma samsara bandhanat | vimuchyate namastasmai vishn ave prabha vishnave | Om namo vishnave prabha vishnave || Part 2 (from Mahabharata) sri vaishampayana uvacha: shrutva dharman asheshena pavanani cha sarvashaH | yudhishTira shantanavam p unarevabhya bhashathaH || yudhishTira uvacha: kim ekam daivatham loke kim vapyekam parayanam | stuvantha kam kamarchantha p...